How To Increase YouTube Video Quality from 480p to 1080p | How To Increase Video Quality In YouTube - Facto Tech

How To Increase YouTube Video Quality from 480p to 1080p

YouTube duniya ka sabse badha video platform jaa youtube ke puri duniya me 2 billion active users hai. Shayad aap bhi youtube par videos ko dekhe hi honge. Lekin kya apko pta hai corona virus ki mahamari ke chalte bahut sare desho mein lockdown laga hua hai. Lockdown ke chalte sare log ghar par hai aur in dino youtube par bahut jyada matara me videos ko dekha ja rha hai. Itni sari videos ko dekhne par youtube aur Internet dono par hi bahut jyada dabav aarha hai. Internet ki khapat bhi bahut jyada ho rahi hai. Is liye youtube ne apni aari videos ki quality ko 1080p se ghatakar 480p kar diya hai.

Lekin youtube ne apni videoa quality ko 480p par kar ke sabhi logo ke liye to nahi leki. Students ke lite bahut badi mushkil khadi kardi hai. Kyo ki jo students youtube se online padhai kaete hai unko youtube ki video clear aur HD mein nahi dikhai  de rahi hai. Jiske karan videos me jo dikhaya ja rha hai wo students ko samjh me nahi aata hai.

Agar aap student hai aur aap bhi youtube se online study karte hai youtube ki video quality se pareshaan hai to aaj is article mein humne apko 2 tarike bataye hai jisse aap youtube videoa ko Full HD quality mein dekh skate hai. Apko is video ke jariye bataya gya hai ki aap kaiee apni youtube video quality ko badha skate hai.



Comments