Facebook Lite gets dark mode feature: Here's how you can enable it - Facto Tech

Social Media Par Daily Kuch Na Kuch Naye Naye Feature Aur Daily New Update Aate Rahte Hai. Agar Aap Bhi Social Media Apps Ko Uses Karte Hai To Apko Achi Tarah Pata Hoga Aaj Kal Har Social Media App Kuch Na Kuch Naye Update Lata Hi Rahata Apne Users Ko Kuch Naya Dene Ke Liye. Aur Is Bich Ek Bhut Badi Good News Aai Hai Sabhi Facebook Users Ke Liye.

Aap Sabhi Ko Pata Hai Ki Har Roj Social Media Apps Par Kuch Na Kuch New Hota Hai Aur Har Social Media Apps Par Har Roj Kuch Na Kuch Naya Update Bhi Aata Hai.
Abhi Thode Dino Pahle Hi Whatsapp Ka Bhi Ek Bahut Bada New Update Aaya Tha Jahan Whatsapp Ne Apne Whatsapp Beta Version Ke Users Ko Whatsapp Par Dark Mode (Dark Theme) Ka Feature Diya Tha.

Aur Ab News Aai Hai Ki Facebook Ne Bhi Apne Facebook Lite App Par Dark Mode Ko Roll Out (Launch) Kar Diya Hai. Lekin Abhi Facebook Ka Jo Official Facebook App Hai Us Par Facebook Ne Dark Mode Launch Nahi Kiya Hai. 

Aaye Jante Hai Ki Facebook Lite Par Dark Mode Kaise Enable Karenge.

Facebook Lite Dark Mode Enable 

Agar Aap Bhi Facebook Lite Par Dark Mode Ko Enable (Active) Karna Chahate Hai To In Steps Ko Follow Karne.
Step 1. Facebook Lite Ko Open Karne. 
Agar Facebook Lite Pahle Se Hi Phone Mein Install Hai To Usse Update Kare.
Aur Agar Facebook Lite Mobile Nahi Hai To Play store Se Facebook Lite App Ko Download Kare.


Step 2. Facebook Lite Ko Open Kare.


Step 3. ID/ PASSWORD Enter Kare Aur Login Kare.

Step 4. Right hand Side Par Corner Par 3 Line Par Click Kare.


Step 5. Ab Bahut Sare Options Open Ho Gaye Hai To Apko Settings Ke Just Niche Dark Mode Ka Option Dikhai Dega.


Step 6. Dark Mode Ko Button Par Click Kar Ke On Karle.


Facebook Lite Dark Mode Enable


To Aap Dekh Paynge Ki Facebook Lite App Par Official Dark Mode Enable (Active) Ho Gaya Hai.

Post Ko Share Kare. 🔥

Comments