From today, WhatsApp will not work in these mobiles.| WhatsApp Won't Work From Today | 2020

Aaj Se Yani 1 February Se Kai Smartphone Me WhatsApp Nahi Chalega. Kuch Smartphone Mein WhatsApp Ka Support Khatm Kiya Ja Raha Hai. Iske liye Company Ne Logo Ko Pahle Hi Jankari Dena Shuru Kar Di Thi. Aur Windows & BlackBerry Ke Operating System Mein To Pahle Hi WhatsApp Ko Band Kardiya Gaya Hai. Ab Company Ne Nai Guidelines Jari Ki Hai. Ab Iske Bare Mein Apko Vistar Mein Jankari Dete Hai. Kon Konse System Mein WhatsApp Chalega.

From Today, WhatsApp Will Not Work In These Mobiles.⬇️

Apko Janakri Ke Liye Batade Ki Ios 9 Ya Isse Upar Ke Operating System Mein Hi Yah Kaam Karta Hai. Agar Android Ki Baat Kare To 4.0.3 Ya Phir Isse Upar Ke Wale Satyam Mein Kaam Karega. Aur Isse Niche Wale Sare Version Mein WhatsApp Kaam Karna Band Kar dega. 

Ab Is News Se Kafi Logo Ki Problem Badh Sakti Hai. Apko Shayad New Phone Hoga.

Ab Hum Apko Feature Phone Ki Janakari De To Kai Operating System Mein 2.5.1 Ya Phir Isse Upar Wale Version Mein Hi WhatsApp Kaam Karega. News Se Pata Chala Hi Ki Aaj Se Jo Bhi Purane Version Wale Operating System Hai Un Sabhi Mein Company 1 February Yani Aaj Se Update Dena Band Kar Degi . Ab Shayad Yaha Logo Ki Problem Badh Sakti Hai. Ab Shayad Ko Is News Ke Bare Mein Pata Chalne Ke Apko Ke New Smartphone Kharidana Hoga.

Apko Jankari Ke Liye Bata De Ki Pas Phone Hai Aur Suka Verison 2.3.7 Se Kam Hai. Apke Phone WhatsApp Nahi Chalega. 
Matlab Ab Apko Ek New Version Smart phone Kharidana Hoga. Yah Rules Aaj Se Lagu Hote Hai. 


Post Pasand Aai To Share Kere. 

Read This Also ⬇️




Comments