How To Enable Official Dark Mode On WhatsApp? | Whatsapp | Dark Mode | Dark Theme

How To Enable Official Dark Mode On WhatsApp? 



WhatsApp Ka Sabse Bada Update Aagya Hai. Jis Par WhatsApp Bahut Time Se Kaam Kar Raha Tha. Aur WhatsApp Ke User's Ko Bhi Is Update Ka Bahut Time Se Intjar Tha Jo Ab WhatsApp Ne Khatam Kar Diya Hai.
WhatsApp Ke Is New Update Mein Ek New Feature Add Hua Hai Jiska Naam Hai Theme

WhatsApp Ka Yah Feature Kafi Jayda Kamaal Ka Hai Is Feature Se WhatsApp User's Ki Ankhon Mein Koi Side effect Nhi Hoga Night Me WhatsApp Ko Use Karte Time. Aur Theme Feature Ko Banane Ka Maksad Bhi Yahi Hai Ki WhatsApp Users Ki Aankhe Kharab Na Ho Night Mein Whatsapp Ko Use Karte Waqt. Yah Feature Sirf Ankhon Ke Fayde Ke Liye Hi Banaya Gya Hai Aur Lunch Kiya Gya hai.

Ab Yah Theme Feature Kya Hai Kaise Use Karana Hai Aaj Ki Is Post Mein Apko Pata Chal Jayega.

How To Enable WhatsApp Theme Feature? 

⬇️ Theme Feature ⬇️ 


WhatsApp Ke Is Theme Feature Mein Aap WhatsApp Ko Dark Mode Par Enable Kar Saktey Hai Ya Uhu Kahe Ki WhatsApp Ka Color Change Kar Saktey Hai.

How To Enable Official Dark Mode On WhatsApp? 


Step 1- WhatsApp Ko Open Kare.

Step 2- Right Corner Par 3 Dot Par Click Kare.

Step 3- Settings Option Par Click Kare.

Step 4- Chats Option Par Click Kare.

Step 5- Ab Apke Samne 3 Options Aye Hai.


Step 6- Dark Mode Ko Enable Karne Ke Liye Dark Par Click Kare Aur Ok Par Click Karde.

Step 7- WhatsApp Ab Puri Tarah Dark Ho Chuka Hai.


Aap Yah Steps Follow Kar Ke WhatsApp Ke Theme Feature Se WhatsApp Ko Dark Mode Par Enable Kar Sakte Hai.

Agar Apko Yah Post Pasand Aai Hai To Is Post Ko Share Kare.

Comments