How to message more than 5 people in WhatsApp? | 2020

How to message more than 5 people in WhatsApp?


Aaj kal social media har vyakti use krta hai aur social media ko bahut Jayda time bhi log dete hai. Aur shayad aap bhi Social media use karte honge taki apne friends aur restedaro se Connected rahe sake. 

Aur shayad Social Media's apps mein apne WhatsApp ka naam bhi jarur suna hoga aur aap ise use karte bhi honge. 
Whatsapp hamesha apne users ko kuch acha or naya dene ke liye naye naye Update lata hi rahata hai. 

Lekin WhatsApp ka ek naya update shayad logo Pasand nahi aya hai. jisme aap WhatsApp se 5 logo se jayda ko message nahi kar sakte hai.

Par yah update dekha jaye to bahut sahi hai kyo ki update ko Lunch karne ka maksad hai ki jhuti afwah ko kam se kam felaya jaye.

To koi baat nhi WhatsApp use hishabe se sahi hai aur hum apni jagah sahi hai. Par hume to 5 logo se jayada ko message karna hai to kaise karnge aaj ki is post mein aap Jan payenge.

Apko kuch steps follow karne hai .

Step 1- WhatsApp ko open kare

Step 2- Right mein corner par 3 Dot par click kare.

Step 3- Ab New Broadcast par click kare.

Step 4- Apki Contact list open Ho jayegi. 

Step 5- Ab Jitne bhi logo ko message karna hai un par click kar de.

Step 6- Ab aap dekh paynge ki aap sab ko 
Message kar sakte hai. 
Aur App text message, media Jo bhi send karna chahte hai kar skte hai.

Comments